Monday, May 4, 2020

DURUD KI FAZILAT

Assalmu alaykum,

Durud ki fazilat
Durud kiya hai,durud ki ahmiyat kiya he.ap sab bakhubi jante hoge durud  sarkar muhammad (s.a.w.) ki nazdik hone ka sabse behtrin zariya he. Ashiki izhar karne ka sabse khubsurat tarika he.ap sab musalman bhai ko sarkar do zaha akae namdar muhammad e mustafa(a.a.w)ke ummati ho ye bakhubi jante hoge ke 
Durud padhne ka kitne sawab he.
Am riwayt me ap sab suna hoga ke
Durud padhne se 
10 darzat bulad hote he 
10 gaunah maf hote he
10 nekiya nikhil jati he
Ye sab ek durud dil se sarkar par padhane par milti he.
Isi tarah se kai hazaro-lakho durud he ashikane Mustafa ke liye behtrin tohfa he.
Isi blog me ap sab ko alalg alalg piyare khubsurat durud batane ki koshish karuga 
  Aur uski fazilat bayan karuga. 


https://www.youtube.com/c/durudkifazilat
Latest video dekhau ke liye link par click kare.

DROOD E TAJ